Milunga main waha jaha rehegi humari wafa

Bina phechan ke vo humse aanjaan thi ,
Par chahaat thi meri par muhjse behkhabar toh thi nhi,
Lafzoon main basti thi mere , Par saason main toh nhi,
Par kyu main ussi ki khosbhoo se main chehak utha ,
Behdard toh main tha par vo meri dard bangayi ,
Banjaar toh main tha Jisse ussne nayasa kardiya,
Mohobaat toh meri thi nhi par khayalon main vo he thi,

Najaane uske alfaaz main kya dard chupa tha jiska,
Muhjpe essa asar hua ki main apna Rasta bhatakgaya,
Najaane Meri kamzoori thi vo ya justuju ,
Shayad vo meri zindagi ka qarz hai jiska main marz hu,
Aaj ek afsana toh hu he par haare hue junoon k sath,
Kyuki vo junoon hai aur main ussi ka kirdhar hu,
Zindagi main toh jeetke bhi haargaya Kyuki Maine, apni mazil nazarandaaz kardhi ….


Beautiful lines and fantastic pictures.
LikeLiked by 1 person
Thank you so much !
Thanks for haulting and commenting here .
Happy surfing !
LikeLiked by 1 person