Milunga main waha jaha rehegi humari wafa Bina phechan ke vo humse aanjaan thi , Par chahaat thi meri par muhjse behkhabar toh thi nhi, Lafzoon main basti thi mere , Par saason main toh nhi, Par kyu main ussi ki khosbhoo se main chehak utha , Behdard toh main tha par vo meri dardContinue reading “Kya Aap Rubaru Hue Hai ?!”
Tag Archives: flower
Kash-M-Kash
Poetry Kabhi pholoon k tarahe na palna na kisko paalna , khiloge toh Zaroor par uss khoobsurati se bhikar bhi jaoge , Aur nazuk se jina firat banjayegi .Jina hai toh phatar k tarahe ban kar Jina, Na bhikarne ka khoof hoga na tootne ka , Kamse kam agar kisne tarasha liya toh Khudaa banContinue reading “Kash-M-Kash”